Mushriqo wali ayat Musalman Par Chispa Krna
Gair muqallideen k FATAWA ASHABUL Hadees me inka iqrar k kuffar par nazil shuda ayate musalmano par chaspa Karna khawarijo ka kaam hai, aur inhone sabse pehle sahaba par maula Ali radi Allahu anhu aur Hazrat muaviya radi Allahu anhu par shirk o kufar ka fatwa dia Quran ki ayat se galat Matlab nikal kar ..
Jaisa k aj ke wahabiyat karte hai Quran ki ayat Jo kufar o mushrikeen par nazil hui hai musalmano par chaspa karte hai ..
Unse b hamara wahi jawab hai Jo maula Ali ne us waqt k khawrij ko dia tha .. ..
Quran ki ayat apni jagah sahi , Quran bat bilkul sahi hai , magar tmhra qiyas o istedlal batil hai Jo tum galat maana nikalte ho ye hai ye batil o mardood hai ..
ALLAH sabko inke sharr se bachaye ..
Aameen ..

No comments:
Post a Comment